Friday, September 24, 2010

love knows no distance... respect your partner...

Read an article in a novel... was impressed a lot...




"A lot of times all we hear is, “me, me,me, me…” when it comes to people describing how they feel when their relationship is suffering. Often times, the feelings of their partner are overlooked, and they only are thinking about themselves. They expect their partner to fulfill their every need and feel that it is their right, forgetting that their partner is only human they can only do so much and it would be impossible for them to meet your every expectation. They have lives outside of your relationship, just as you do, or should. When you feel you have been wronged in some way in your relationship, have an open mind –try to see things from your partner’s point of view.How would you feel if you were on the other side of the issue? You may come to realize that you may react or do the same as them, or at least you will be able to understand why they react they way they do.

Let me give an example of a common issue, just to put this into context. Many times people will feel that their boyfriend or girlfriend does not care about them as much as they used to. This could be for various reasons, but usually they will begin to feel this way if their boyfriend/girlfriend stops doing nice things for them, or even when their phone conversations become limited or short and their boyfriend/girlfriend doesn’t talk to them as much anymore, or even doesn’t want to.


In this situation, people will feel that their boyfriend/girlfriend is the culprit. They are the ones that do not want to talk; they are the ones that stopped doing special things. Now try to see things from their perspective. Maybe they have become bogged down by something going on in their lives, and they don’t have the time they used to. Maybe they feel there is not much to talk about and when they do get on the phone with you, you yourself don’t have much to say. Maybe they stopped doing special things, because you don’t hardly ever return the favor.


The point I am trying to make with this example is these that things can’t be overlooked. Always take into consideration your partner’s feelings and try to understand where they are coming from before you take any action. You need to respect their their feelings before you attack them with words such as, “You don’t care about me anymore.” That can really hurt. So think about them next time and respect their feelings, by recognizing them and trying to do something about it, instead of expecting them to. I think you’ll start to see them reciprocating the respect you give them."

Wednesday, September 22, 2010

yaad me unki.. :'(

Yaad mein unki aaj jal rahe hai
door reh ke vo mujhse ae dost kya kar rahe hai
jaagi toh kai khwahishe aaj mann mein meri
unhi khwahisho ko zehar banaa ke mar rahe hai 


Muje dard-e-ishq ka maza malum hai,
dard-e-dil ki inteha malum hai,
zindgi bhar muskrane Ki dua na Dena muje,
Muje pal Bhar muskrane Ki saza malum hai.. 


Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum.
Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum.. 

Woh nadiyan nahi aansu they mere, jinpar woh kashti chalate rahe.
Manzil mile unhein yeh chahat thi meri, isliye hum aansu bahate rahe. 

jab choti choti baaton mein hum haste the rote the tabse tumse pyaar kiya hai,

jab bin mausam barsaaton mein hum jhoom jhoom kar naachte the tabse tumse pyaar kiya hai,

jab aadhi raaton mein hum chhat pe chup chup ke taare ginte the tabse tumse pyaar kiya hai,

ab to ye bhi bhul chuki hoon ke kab se tumse pyaar kiya hai,

sirf itna keh sakti hoon ke bas tumse , sirf tumhi se pyaar kiya hai. 

dil badal ke to dekh

Is dil ki teh me utar ke dekh
Tu kis tarah hai basaa thahar ke dekh

ahsaas ban ke dhadakta hai tu dil mai
na ho yaqeen to dil badal ke dekh

gehre ho gaye hai chahat ke nishaan
is dil ki silvato ko palat ke dekh

begaane bhi apne lagne lage
mohobbat ka daman pakad ke to dekh

gam to phir bhi denge mazaa
dard ke aagosh me pighal ke to dekh 



salika ho gar bhigi aankho ko padhne ka to.....
aksar bahte hue aansu bhi bat kiya karte hain...!

darr lagta hai...

Jism Ki Parchhai Se
Bichhad Jane Ka
Dar Lagta Hai... !

Aaj Phir
Halaat Ke Saamne
Toot Jane Ka
Dar Lagta Hai... !

Rakhe They
Jo Sapne Dil Me 
Sanjo Kar
Unke Bikhar Jane Ka
Dar Lagta Hai... !

Koi Purana Haadsa
Yaad Kar
Woh Naam
Daurahane Se 
Dar Lagta Hai... !

Duniya Ki
Bheed Me
Tanhaa
Un Ghoorti Nighaahon Se
Cheekh Nikal Jane Ka
Dar Lagta Hai... !

MeR@ jeeNa h@! ky@

ab duniya se shikwa nahi hai
na raha ab zindagi se gila
kiska karam hai
kiski dua hai
ya naseebo se tu mujhko mila
ab jo mile ho door na jaana
tere bina dil lagta nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nai
paa k rab kya karu
jab tu hi mera nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nai
paa k rab kya karu
jab tu hi mera nahin

i am never gonna live without you baby now
you the only one was always in my fantasy
you the only one to make me reach my ectasy

i am loving you loving you



berang se din the
tanha thi raatein
kuch na badalta jo tum na aate
berang se din the
tanha thi raatein
kuch na badalta jo tum na aate
kehne ko yun toh
rishtey kahin hai
rishton mein koi apna nahin
berang se din the
tanha thi raatein
kuch na badalta jo tum na aate
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nai
paa k rab kya karu
jab tu hi mera nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nai
paa k rab kya karu
jab tu hi mera nahin

kyun chup gaya hai
ankhiyon ko meeche
sharmon haya ke
pardon ke peeche
kyun chup gaya hai
ankhiyon ko meeche
sharmon haya ke
pardon ke peeche
apne sanam se
parda hai kaisa
jab ke khuda se
parda nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nai
paa k rab kya karu
jab tu hi mera nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nai
paa k rab kya karu
jab tu hi mera nahin

ab duniya se shikwa nahi hai
na raha ab zindagi se gila
kiska karam hai
kiski dua hai
ya naseebo se tu mujhko mila
ab jo mile ho door na jaana
tere bina dil lagta nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nai
paa k rab kya karu
jab tu hi mera nahin
mera jeena hai kya
marna hai kya
jab saath tera nai
paa k rab kya karu
jab tu hi mera nahin

Saturday, September 18, 2010

tere laut aane ka makaan sajaa rkha hai...!!



Dil ki chokhat pe jo ek deep jala rakha hai ...
Tere laut ane ka makaan saja rakha hai
Saans tak bhi nahin lete hain tujhe sochte waqt
Hum ne is kaam ko bhi kal pe utha rakha hai
Rooth jate ho to kuch aur haseen lagte ho
Hum ne yeh soch ke hi tum ko khafa rakha hai
Tum jisse rota hua chor gaye the ek din
Hum ne us shaam ko seene se laga rakha hai
Chain lene nahin dete kissi taur mujhe
Teri yaadon ne jo toofaan uthaa rakha hai
Jane wale ne kaha tha ki wo lautega zaroor
ek issi aas pe darwaza khula rakha hai
Tere jane se jo ek dhool uthi thi ghum ki
Hum ne us dhool ko aankhon mein basa rakha hai
Mujh ko kal shaam se woh yaad bahut aane laga
Dil ne muddat se jo ek shakhs bhula rakha hai
Aakhri baar jo aaya tha mere naam
Maine us khat ko dil se laga rakha hai

teri yaad mein....




Teri yaad mein raat bhar hum aansoo bahaate rahe
Saari duniya so gayi tere khyaal hame jagte rahe

Hati na nazar ek pal ke liye bhi tasveer se teri
Puri raat tujhe apna haal-e-dil sunaate rahe

Dekhte na the hum kabhi band aankho se sapne
Tere pyar me khuli aankho mein sapne sajaate rahe

Judai ne teri kar diya ek raat ko sadiyon se lamba
Par tere pyar ke sahaare har sham khushi se bitaate rahe

Lagta har pal aa gaya vo haseen lamha milan ka tumse
Raat ke andhere me bhi mujhe umeedo ki roshni dikhate rahe

Ek janam kya intzaar karenge tera har janam
Gar pyar jo apna mujh par yuhin lutaate rahe...........

INTEZAAAAAR..........

Ankhon ko intezar ki aadat si ho gai,
Yani k khayal-e-yar ki aadat si ho gai,
Ab kisi doosre ko dekhoon b to dil manta nhi,
Hum ko us k pyar ki aadat si ho gai,
Wo jhoot b kahe to mante hain sach,
Us par aitbaar ki aadat si ho gai,
Khushiyan agar milen to gam par waar dein,
Ghaate k karobar ki aadat si ho gai......

dilkash dildaaar duniyaaa..!!!




tere begair tadpa karein
tere begair sapney rootha karein
mana ke hai
duniya haseen
tere begain duniya hum kya kare
dilkash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya
dilkash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya

tere begair veeran thi
tere begair khushiyan hum kya karein
mausam sabhi hai dard ke
tere begair aur yeh tanha karein
dilkash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya
dilkash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya

dhup feeki lage
din udasi bhara
shaam roothi lage
haal yeh ho gaya
jagtey hum rahein
karvaton se kahein
khwaab hi woh koi dhund laaye naya
neendein meri baaghi hui
tere begair raatein ab kya karein
oh bekhabar oh bekadar
tere begair har pal bikhra karein
dilkash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya
dilkash dildaar duniya
tera deedar duniya hum jo na paaye tujhko
toh hai bekaar duniya.............!!